| main hoon aur mere khayaalaat mere saamane hain |
| tere yaadon ke silsile hain mere aankhon mein |
| tum jo muskaate the — 2 dil behal jaata tha |
| tum kareeb aate the |
| main behak jaata tha |
| tum nahi toh nahi koi bhi hamara |
| tum jo muskaate the dil behal jaata tha |
| tum nahi toh nahi koi bhi hamara |
| tumko maanga tha sanam duaaon ki tarah |
| tum chale aaye sanam haadhason ki tarah |
| chaand aur chaandani sa milan hamara |
| bitch gaya raah mein dilnashi nazara |
| ho paayalen chudiyaan madbhari raaten |
| kaanpte lab tere jheel si aankhen |
| nit subha uthh jana pooja ghar se aana |
| aarti saad ke bindiya ka sitara |
| tum jo muskaate the dil behal jaata tha |
| tum nahi toh nahi koi bhi hamara |
| har woh suhanapan meri jaagir ho gaya |
| tu chahe na chahe meri taqdeer ho gaya |
| yaad har shaam hain dariyaa ke kinaare |
| pyar ke haai woh kitne din the pyaare |
| mera har geet par kamyaabi paana |
| woh teri thi duaan aaj maine jaana |
| mere har mansube aansuon mein doobe |
| aa bhi jaa meet mere dil ne hain pukara |
| tum jo muskaate the dil behal jaata tha |
| tum nahi toh nahi koi bhi hamara |