Información de la canción En esta página puedes encontrar la letra de la canción Jab Kisi Se Koi Gila Rakhna, artista - Jagjit Singh. canción del álbum Insearch, en el genero Восточная музыка
Fecha de emisión: 31.03.1997
Etiqueta de registro: Venus
Idioma de la canción: swahili
Jab Kisi Se Koi Gila Rakhna |
Jab kisi se koi gila rakhna |
Jab kisi se koi gila rakhna |
Samne apne aayina rakhna |
Samne apne aayina rakhna |
Jab kisi se koi gila rakhna |
Yun ujalo se wasta rakhna |
Yun ujalo se wasta rakhna |
Shama ke paas hi hawa rakhna |
Shama ke paas hi hawa rakhna |
Samne apne aayina rakhna |
Jab kisi se koi gila rakhna |
Ghar ki tameer chahe jaisi ho |
Ghar ki tameer chahe jaisi ho |
Isme rone ki kuch jagah rakhna |
Isme rone ki kuch jagah rakhna |
Samne apne aayina rakhna |
Jab kisi se koi gila rakhna |
Maszide hain namazio ke liye |
Maszide hain namazio ke liye |
Apne ghar mein kahi khuda rakhna |
Apne ghar mein kahi khuda rakhna |
Milna julna jaha zaroori ho |
Milna julna jaha zaroori ho |
Milne julne ka hosla rakhna |
Milne julne ka hosla rakhna |
Samne apne aayina rakhna |
Jab kisi se koi gila rakhna. |