| Taskeen (original) | Taskeen (traducción) |
|---|---|
| Tumharay honthon nai kitnay honton say taskeen ka jaam piya | Tumharay honthon nai kitnay honton dice taskeen ka jaam piya |
| Kitnay badan tumharay jism ki sunehari chadar | kitnay badan tumharay jism ki sunehari chadar |
| ko ordh kar sotay rahay | ko ordh kar sotay rahay |
| Mujhe Isse koi garz nahi | Mujhe isse koi garz nahi |
| Kay aaj say pehlai tumahari ankhay | Kay aaj decir pehlai tumahari ankhay |
| kitni ankhon kay samandar mai doobti ubharti raheen | kitni ankhon kay samandar mai doobti ubharti raheen |
| Mujhe uus lamhay say pyar hai | Mujhe uus lamhay dice pyar hai |
| jab tumne apni kirdaar ki sachaee ka zeher piya | jab tumne apni kirdaar ki sachaee ka zeher piya |
| Jab tumne kaha mujhe chaand samajhnay vali nadaan auraat | Jab tumne kaha mujhe chaand samajhnay vali nadaan auraat |
| Main chaand nahi, chand ka daag hoon | Chaand principal nahi, chand ka daag hoon |
| Bas usi lamhay mujhe ehsaas hua | Bas usi lamhay mujhe ehsaas hua |
| Agar tum na hotay to chaand kitna adhoora hota | Agar tum na hotay to chaand kitna adhoora hota |
