Letras Sanson Ki Mala Pe - Nusrat Fateh Ali Khan

Sanson Ki Mala Pe - Nusrat Fateh Ali Khan
Información de la canción En esta página puedes encontrar la letra de la canción Sanson Ki Mala Pe, artista - Nusrat Fateh Ali Khan. canción del álbum Top 10 Collection of Nusrat Fateh Ali Khan, en el genero Музыка мира
Fecha de emisión: 04.01.2015
Etiqueta de registro: Shemaroo Entertainment
Idioma de la canción: estonio

Sanson Ki Mala Pe

Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam sanson ki mala pe simruuN main pee
ka naam
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam apne man ki main jaanuuN aur pee ke man ki Raam
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam apne man ki main jaanuuN aur pee ke man ki Raam
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam sanson ki mala pe simruuN main pee
ka naam
Aaa
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam sanson ki mala pe simruuN main pee
ka naam
Aaa
Yehi meri bandagi hai yehi meri pooja sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
Aaa
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam sanson ki mala pe simruuN main pee
ka naam
Ek ka sajan mandir maiN ek ka preetam masjid maiN aur mein sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam sanson ki mala pe simruuN main pee
ka naam
Papeehay oh papeehay tu yeh kiyoon aanso bahaata hai zubaan pe teri pee pee kis
liyeh reh reh ke aata hai sadaye dard o gham kiyoon ddardmandoon ko sunata hai
jo khudhi jal raha hoon aur kiyoon us ko jalaata hai
Kaatoon tori choonch paheeha raam daroon pe loon mein pee ki aur pee mora tu pee kahay hai kaun
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam Aaa sanson ki mala pe simruuN main
pee ka naam
Her qismat ke haath hein kiss bandhan ki laaj mein ne tou bandhan likh diya
sawarya ke naam
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam Aaa sanson ki mala pe simruuN main
pee ka naam
Mein pee ki morat ko poojoon mein pee ki suurat ko poojon
Her dam… sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam Aaa… Saanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
Pe ke naam kahoon mein pujari naam pee ka her saans mein wari simroon mein pee
ka naam
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam hum aur nahi kacho kaam ke matware
pee ke naam ke Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam Aaa sanson ki mala pe simruuN main
pee ka naam
Sajni baati kab likhoon jo preetam ho pardes tan mein mun mein piya basay
bhejon kisay sandes mein
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
Her her mein hai her basay, her her ko her hai her ki aas her ko her her dhoond
phiri, aur her hai more paas
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam Vocables sanson ki mala pe simruuN
main pee ka naam
Deen dharam sub choor ke mein to pee ki dhun mein sud bud khoyi chit jaaon gun
pee pee ke gaaon aur nahi koi doja kaam
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam sanson ki mala pe simruuN main pee
ka naam
Sa re re ga sa re ga re re re ga sa pa ma ma ga ga re re re sa sa pa ma re re re ma ga… Vocables (9:40)
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam apne mun ki mein jaanon aur pee ke mun ki raam
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam apne mun ki mein jaanon aur pee ke mun ki raam
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
Prem ke rung mein aisee doobi, bun gaya aik hee roop prem ki mala japte japte
aap bani mei shyaam
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam prem ki mala japte japte aap bani
mei shyaam
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
Prem ke rung mein aisee doobi prem ke rung mein aisee doobi prem ke rung mein
aisee doobi prem ke rung mein aisee doobi
Aisee dobi prem ke rung mein
Aa piya in nainan mein jo pankh daanp ohe nu na mein dekhon ghair ko na tohay
dekhan doon
Aise doobi prem ke rung mein
Preetam hum tum aik hein, jo kehen sunan mein do hum tum aik hein preetam hum
tum aik hein
Mun ko mun se toliyah aur to mun qubool na ho Aise doobi prem ke rung mein
Preetam tumre sung hai apna raaj suhaag tum naahi to kacho nahi tum mile to jaage bhaag
Aise doobi prem ke rung mein
Augan pooja paat tajay aur laga prem ka roug preetam ka bus dheyan rahay yehi
hai apna joob
Aise doobi prem ke rung mein
Haath churawat jaat ho, jo nirmil jaan ke mohe hirde mein se jaawat ho tab mein
jaanon tohe
Aise doobi prem ke rung mein
Vocables…
Aise doobi prem ke rung mein (15:00)
Vocables…
Doobi doobi doobi aise doobi prem ke rung mein
Her dam dekho mora peharwa sadarahat more ghar naahi ander baahir aap wohi hai
mein naahen mein naaheen
Aise doobi prem ke rung mein
Joganya ka bhes bana ke pee ko dhondan jaaon ree nagri nagri dwaare dwaare pee
ki shabad sunaon gi taras bikhari jag mein ho ke darshan bhichya paaon gi tan
mun un per waroon pee ki joganya kehlaoon ree
Aise doobi prem ke rung mein
Prem ke rung mein aise dobi bun gaya aik he roop prem ki maala japte japte aap
bani mein shayaam
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam prem ke rung mein aise dobi bun gaya
aik he roop
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
Preetam ka kuch dosh nahi hai, wo to hai nirdosh apne aap se baatein ker ke hoo
gayi mein badnaam
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam apne aap se baatein ker ke hoo gayi
mein badnaam
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
Prem piyala jab se piya hai, jee ka hai yeh haal deedar pe neend aa jaye
kaanton pe aaram
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam 23:00
Jeevan ka sanghar hai preetam, maang ka hai sandoor preetam ki nazroon se gir
ker jeena hai kiss kaam
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam preetam ki nazroon se gir ker jeena
hai kiss kaam
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
Vocables…
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam 27:30
Sa re ga re da re sa…
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam apne man ki main jaanuuN aur pee ke man ki Raam
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam apne man ki main jaanuuN aur pee ke man ki Raam…
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam simroon mein pee ka naam simron mein
pe ka naam simroon mei pee ka naam.

Compartir letras:

¡Escribe lo que piensas sobre la letra!

Otras canciones del artista:

NombreAño
The Long Road ft. Nusrat Fateh Ali Khan 2009
Mere Rashke Qamar ft. Nusrat Fateh Ali Khan, The Professional Brothers 2017
Dum Mast Qalander Mast Mast 2019
Ali Ali Maula Ali Ali 1994
Ali Da Malang 1999
Mera Piya Ghar Aaya 2015
Gham Hai Ya Khushi Hai Tu 2019
Akhiyan Udeek Diyan 2019
Ye Jo Halka Halka Sooror 2018
Kinna Sohna 1991
Tere Bin Nahin Lagda 2010
Tumhen Dillagi Bhool Jaani Padegi 2015
Allah Hoo Allah Hoo 2015
Dum Mast Qalander Mast 2019
Yeh Jo Halka Halka Suroor Hai 2015
Ali Da Malang Nusrat 2014
Dum Mast Qalandar 1993
Kinna Sohna Tenon Rab Ne Banaya 2019
Dam Mast Qalander 2019
Tumhay Dil Lagi Bhool 1998

Letras de artistas: Nusrat Fateh Ali Khan