| Aaya hoon yaaron, dil apna deke |
| Aankhon mein chehra, kisi ka leke |
| Woh dil ka kaatil, dilbar hamaara |
| Jiske liye mein, hua awaara |
| Milte hi jisne, chooma tha mujhko |
| Phir na palatke, dekha dobaara… |
| Aur isis liye doston |
| Maine faisla kiya |
| Ke phir kabhi kisi se pyaar nahi karunga |
| Kabhi kisi ladki ko apna dil nahi dunga… |
| Aisa zakhm diya hai, jo na phir bharega |
| Har haseen chehre se, ab ye dil daregaa |
| Hum toh jaan dekar, yunhi mar mitey they |
| Sun lo aye haseeno, ye humse ab na hoga. (x2) |
| Aisa zakhm diya hai… |
| Raseelay hoonth, chalakte gaal |
| Mastaani chaal, buraa karde haal |
| Palak phadke, ke dil dhadke |
| Umar ki uthaan, kadakti kamaal. |
| Kaatil ada, zaalim haya |
| Mere Khuda, mere Khuda |
| Shola badan, behka chaman |
| Magar yaaron… |
| Hum toh jaan dekar, yunhi mar mitey they |
| Sunlo aye haseeno, ye humse ab na hoga. |
| Aisa zakhm diya hai, jo na phir bharega |
| Har haseen chehre se, ab ye dil daregaa |
| Hum toh jaan dekar, yunhi mar mite they |
| Sun lo aye haseeno, ye humse ab na hoga. |
| Aisa zakhm diya hai… |
| Raseelay hoonth, chalakte gaal |
| Mastaani chaal, buraa karde haal |
| Palak phadke, ke dil dhadke |
| Umar ki uthaan, kadakti kamaal. |
| Kaatil ada, zaalim haya |
| Mere Khuda, O mere Khuda |
| Tu jo kahe toh taaron mein tujhe lekar chaloon |
| Tu jo kahe toh kadmon mein unhe laa daal doon |
| Seene se lagaake, ye badan kar doon gulaabi |
| Chehra choom kar ke, mein banaadoon aaftaabi |
| Heyyy… hey… la la la la. laa. |
| Hum toh jaan dekar, tumpe mar mitey hain |
| Kaun pyaar tumse, itna karega. |
| Aisa zakhm diya hai, jo na phir bharega |
| Har haseen chehre se ab ye dil daregaa |
| Aisa zakhm diya hai… |
| Aaya hoon yaaron, dil apna leke |
| Aankhon mein chehra, kisi ka leke |
| Koi na koi, mera bhi hoga |
| Yahi pe kahi, chupaa hi hoga. |