Información de la canción En esta página puedes encontrar la letra de la canción Koi To Meri Fariyaad, artista - Udit Narayan.
Fecha de emisión: 29.01.2002
Koi To Meri Fariyaad |
Jaise Kismat Ka Hota Hai Sitara\nWaise Lehron Ka Hota Hai Kinara\nMain Bhi Yahin Sochoon Kahin Koi Mil Jaaye\nYunhi Mere Bhi Dil Ka Sahara\nKoi To Meri Fariyaad Sun Le\nKoi To Mere Jazbaat Sun Le\nKoi To Sun Le Mere Tarane\nKoi To Mujhko Apna Bhi Maane\nKoi To Meri Fariyaad Sun Le\nKoi To Mere Jazbaat Sun Le\nKoi To Sun Le Mere Tarane\nKoi To Mujhko Apna Bhi Maane\nMulaakaat Ho Usse Pehle Yaaron\nPhir Mile Dosti Mein Haath Yaaron\nHo Mulaakaat Ho Usse Pehle Yaaron\nPhir Mile Dosti Mein Haath Yaaron\nKuch Baat Ho Phir Bhi Lekin Main\nChaaye Khayalon Par Mere\nAisa Koi Mere Yaara Dikhjaaye Agar Chehra Pyaara\nKoi To Meri Fariyaad Sun Le\nKoi To Mere Jazbaat Sun Le\nKoi To Sun Le Mere Tarane\nKoi To Mujhko Apna Bhi Maane\nJaise Kismat Ka Hota Hai Sitara\nWaise Lehron Ka Hota Hai Kinara\nMain Bhi Yahin Sochoon Kahin Koi Mil Jaaye\nYunhi Mere Bhi Dil Ka Sahara\nHar Din Yeh Samjha Mere Dil Ko\nEk Roz Paayenge Hum Saahil Ko\nHar Din Yeh Samjha Mere Dil Ko\nEk Roz Paayenge Hum Saahil Ko\nHar Din Yeh Samjha Mere Dil Ko\nEk Roz Paayenge Hum Saahil Ko\nBaadal Se Chand Niklega\nKismat Ka Sitara Chamkega\nAikaash Yunhi Ho Jaaye Agar\nPaddle Woh Zara Meri Bhi Nazar\nHaan Koi To Meri Fariyaad Sun Le\nKoi To Mere Jazbaat Sun Le\nKoi To Sun Le Mere Tarane\nKoi To Mujhko Apna Bhi Maane\nHaan Koi To Meri Fariyaad Sun Le\nKoi To Mere Jazbaat Sun Le |