Información de la canción En esta página puedes encontrar la letra de la canción Abhi Na Jao Chhod Kar, artista - Mohammed Rafi. canción del álbum Hum Dono, en el genero Музыка мира
Fecha de emisión: 27.01.2014
Etiqueta de registro: Eben entertainment
Idioma de la canción: cebuano
Abhi Na Jao Chhod Kar |
Abhi na jaao chhod kar |
Ke dil abhi bharaa nahi |
Abhi abhi to aai ho |
Abhi abhi to. |
Abhi abhi to aai ho, |
Bahaar banake chhaai ho |
Hava zara mahak to le, |
Nazar zara bahak to le |
Ye shaam dhal to le zara. |
Ye shaam dhal to le zara |
Ye dil sambhal to le zara |
Mein thodi der ji to lun, |
Nashe ke ghunt pi to lun |
Nashe ke ghunt pi to lun |
Abhi to kuchh kahaa nahi, |
Abhi to kuchh sunaa nahi |
Bura na mano baat ka |
Ye pyar hai gila nahin |
Adhuri aas. |
Adhuri aas chodke |
Adhuri pyaas chodke |
Jo roz yun hi jaaogi |
To kis tarha nibhaogi |
Ke zindigi ki rahon mein |
Jawan dilon ki chaha mein |
Kayee maqaam aayenge |
Jo humko azmayenge |
Bura na mano baat ka |
Ye pyar hai gila nahin |
Nahin nahin nahin nahin |
Ke dil abhi bhara nahin |
Abhi na jaao chod kar |
Ke dil abhi bharaa nahi |