Información de la canción En esta página puedes encontrar la letra de la canción Dil Ka Bhanwar Kare Pukar, artista - Mohammed Rafi. canción del álbum Tere Ghar Ke Samme, en el genero Музыка мира
Fecha de emisión: 27.01.2014
Etiqueta de registro: Eben entertainment
Idioma de la canción: inglés
Dil Ka Bhanwar Kare Pukar(original) |
Dil kaa bhanwar kare pukaar |
Pyaar kaa raag suno |
Pyaar kaa raag suno re |
Phool tum gulaab kaa, kyaa shabaab aap kaa |
Jo adaa hai woh bahaar hai |
Aaj dil kee bekalee, aa gayee zubaan par |
Baat ye hai tum se pyaar hai |
Dil tumhee ko diyaa re |
Pyaar kaa raag suno re |
Chaahe tum mitaanaa, par naa tum giraanaa |
Aansoo kee tarah nigaah se |
Pyaar kee oochaaee, ishq kee gaharaee |
Poochh lo humaaree aah se |
Aasamaa chhoo liyaa re |
Pyaar kaa raag suno re |
Is haseen utaar pe, hum naa baithhe haar ke |
Saayaa ban ke saath hum chale |
Aaj mere sang too, goonje dil kee aarazoo |
Tujh se mere khwaab jab mile |
Jaane kyaa kar diyaa re, pyaar kaa raag suno re |
Aap kaa ye aanchal pyaar kaa ye baadal |
Phir humein zameen pe le chalaa |
Ab to haath thaam lo, ek nazar kaa jaam do |
Is naye safar kaa waasataa |
Tum mere saakiyaa re, pyaar kaa raag suno re |
Dil kaa bhanwar kare pukaar |
Pyaar kaa raag suno |
Pyaar kaa raag suno re |
--ContriButed By Adnan.I.M |
(traducción) |
Dil kaa bhanwar kare pukaar |
Pyaar kaa raag suno |
Pyaar kaa raag suno re |
Phool tum gulaab kaa, kyaa shabaab aap kaa |
Jo adaa hai woh bahaar hai |
Aaj dil kee bekalee, aa gaye zubaan par |
Baat ye hai tum se pyaar hai |
Dil tumhee ko diyaa re |
Pyaar kaa raag suno re |
Chaahe tum mitaanaa, par naa tum giraanaa |
Aansoo kee tarah nigaah se |
Pyaar kee oochaaee, ishq kee gaharaee |
Poochh lo humaaree aah se |
Aasamaa chhoo liyaa re |
Pyaar kaa raag suno re |
Is haseen utaar pe, hum naa baithhe haar ke |
Saayaa ban ke saath hum chale |
Aaj simplemente cantó también, goonje dil kee aarazoo |
Tujh se mera khwaab jab mile |
Jaane kyaa kar diyaa re, pyaar kaa raag suno re |
Aap kaa ye aanchal pyaar kaa ye baadal |
Phir humein zameen pe le chalaa |
Ab to haath thaam lo, ek nazar kaa jaam do |
Es naye safar kaa waasataa |
Tum mere saakiyaa re, pyaar kaa raag suno re |
Dil kaa bhanwar kare pukaar |
Pyaar kaa raag suno |
Pyaar kaa raag suno re |
--Contribuido por Adnan.I.M |