Información de la canción En esta página puedes encontrar la letra de la canción Haq hai, artista - EMIWAY BANTAI.
Fecha de emisión: 08.05.2022
Haq hai |
Yeah, haq hai mere bhai log ko\nJo hai mere saath me\nPateli kar le tu, shot dunga baad me\nKuch samay de, sab aa jaayenge aukaat me\nZindagi hai nahi fasa rehta main kis ke yaad me\n(Kis ke yaad me)\n(Zindagi hai nahi fasa rehta main kis ke yaad me)\nHaq hai mere bhai log ko\nJo hai mere saath me\nPateli kar le tu, shot dunga baad me\nKuch samay de, sab aa jaayenge aukaat me\nZindagi hai nahi fasa rehta main kis ke yaad me\nFuck love, nahi karna tujhe yaad\nKitna sahi tha main pata chalega kuch samay baad (Kuch samay baad)\nLoyal tha main only on my hearts\nLafde ho chuke, nahi chahiye tera saath (Nahi chahiye)\nMaanga tujhe maine dil se, aaj nikal diya maine tujhe usi dil se (Dil se)\nKaash samajh leta tujhe usi din pe jab lade the hum pehli baar\nPar koi ni, accha laga milke\nPhir se jaldi milte\nKaise mai sambhalu chot lagi seedha dil pe\nJhagde hote baar-baar har meri galti (Everytime)\nIss prem se hi hum kitna jyada chill the\nHaq hai mere bhai log ko\nJo hai mere saath me\nPateli kar le tu, shot dunga baad me\nKuch samay de, sab aa jaayenge aukaat me\nZindagi hai nahi fasa rehta main kis ke yaad me\n(Kis ke yaad me)\n(Zindagi hai nahi fasa rehta main kis ke yaad me)\n(Kis ke yaad me)\n(Zindagi hai nahi fasa rehta main kis ke yaad me)\nKare pateli toh karne de (Karne de)\nInke alaava ye logo ko kuch nahi aata toh jalke marne de (Marne de)\nKitna waqt lagega mujhe kuch karne me\nMaaf kara sabko chal chhod sudharne de (Hahaha)\nI don’t wanna get back to oh me\nLost back, khud se baat karra that’s what I told me\nKhud se chuna maine spot mera top\nMujhe aadat daalna hoga, to live my life lonely\nPehle jaisa nahi hun main, karta nahi main jyada baat\n8 saal se music banara hun main saari raat\nKaafi aaye, kaafi gaye, sirf asli dete haath\nHaq hai mere bhai logo ko jo ab bhi mere saath\nHaq hai mere bhai log ko\nJo hai mere saath me\nPateli kar le tu, shot dunga baad me\nKuch samay de, sab aa jaayenge aukaat me\nZindagi hai nahi fasa rehta main kis ke yaad me\n(Kis ke yaad me)\n(Zindagi hai nahi fasa rehta main kis ke yaad me) |