
Fecha de emisión: 12.12.2019
Idioma de la canción: inglés
Ab Aaja |
Rukhe rukhe hai |
Mausam ke lab bin tere |
Sukhe pedon se |
Ho gaye mere shaam sawere |
Ek ranj hai raah guzaro mein |
Ek aag lagi gulzaron mein |
Har saans ghuli angaron mein |
Sun bhi le meri sada |
Ab aaja sanam firun main bekarar |
Ab aaja sanam karun tera intazaar |
Ho ho o… |
Ab hai adhuri |
Tere bina raatein ye saari meri |
Ab hai adhure |
Tere bin khwaab ye saare mere |
Tere bin na guzarne pe waqt tula hai |
Tere bin jaise dard hawa mein ghula hai |
Jaise chot hari hai jaise zakhm khula hai |
Mera jeena huya saza |
Ab aaja sanam firun main bekarar |
Ab aaja sanam karun tera intazaar |
Ho ho o… |
Bin tere khali khali |
Taaron bhara ho ke bhi aasama |
Sune raste saare |
Suna suna sa hai saara jahan |
Tere bin tere bin haan tere bin |
Berukhi se katate hai mere din |
Tere bin jaise jalti hai |
Chand si raatein |
Tere bin jaise khalti hai |
Honthon ko baatein |
Jaise kore waraq |
Jaise khali dawate |
Jaise sab kuch hai bewajah |
Ab aaja sanam firun main bekarar |
Ab aaja sanam karun tera intazaar |
Ho ho o… |
Nombre | Año |
---|---|
Na Hona Tumse Door | 2021 |
Mushkil Badi | 2021 |
Kyun Hai | 2014 |
Main Aur Tu | 2019 |
Anjaam | 2015 |
Ja Ja Ja | 2019 |
Milo Na Tum ft. Gajendra Verma | 2019 |
Aaj Phir Se | 2021 |
Jaana Jaana | 2019 |
Kitna Maza Aayega | 2021 |
India Together ft. Jonita Gandhi | 2020 |
Ratjage | 2021 |
Khelegi Kya? | 2019 |
Pehla Pyar | 2021 |
Tera Hi Rahun | 2016 |