
Fecha de emisión: 12.12.2019
Idioma de la canción: inglés
Main Aur Tu |
Raaton ko sona nahi |
Baatein subah tak chale |
Kya ho gaya hai mujhe hmm |
Saath toh khona nahi |
Mar jaaunga main bhale |
Pyaar hua hai mujhe… hey ya! |
Kitne hi kaam main taalta hoon |
Roz aata hoon milne tujhe |
Doston ko bhi main taang doon |
Chaahe kahin bhi bulaaye mujhe |
Itna bata de jaisa main karoon |
Feel hota hai kya wo tujhe |
Kya lagta hai tujhko ki |
Duniya mein hai sirf main aur tu… |
Main aur tu… |
Main jaanu na jaanu na |
Bina tere kya karoon |
Ye berang si zindagi hai meri |
Rang bolo kaise bharun |
Kyun maanu na, maanu na |
Jiyun ke main ya marun |
Kya ho gaya hai mujhe hey yeah yeah |
Kaise kaise ab guzarata hoon raatein |
Main yaad karke tujhe |
Aa jaaye dil ko sukoon phir se aaj |
Bhar le baahon mein mujhe |
O itna bata de jaisa main karoon |
Feel hota hai kya wo tujhe |
Kya lagta hai tujhko ki |
Duniya mein hai sirf main aur tu… |
Yeah yeah Main aur tu… |
O main aur tu… |
Eyeah eyeah… |
Hmm aur tu |
Yeh yeah yeah |
Raaton ko sona nahi |
Baatein subah tak chale |
Kya ho gaya hai mujhe haan |
O itna bata de jaisa main karoon |
Feel hota hai kya woh tujhe |
Kya lagta hai tujhko ki |
Duniya mein hai sirf main aur tu… |
Hey… main aur tu… |
Hey… main aur tu… |
Main aur tu… hey… o… |
Eyeah eyeah… |
Eyeah eyeah… |
Oyeah yeah ho… |
Nombre | Año |
---|---|
Na Hona Tumse Door | 2021 |
Mushkil Badi | 2021 |
Kyun Hai | 2014 |
Anjaam | 2015 |
Ab Aaja | 2019 |
Ja Ja Ja | 2019 |
Milo Na Tum ft. Gajendra Verma | 2019 |
Aaj Phir Se | 2021 |
Jaana Jaana | 2019 |
Kitna Maza Aayega | 2021 |
India Together ft. Jonita Gandhi | 2020 |
Ratjage | 2021 |
Khelegi Kya? | 2019 |
Pehla Pyar | 2021 |
Tera Hi Rahun | 2016 |