| Hey sara zamana sara zamana |
| Hasinon ka deewana hasinon ka deewana |
| Zamana kahe phir kyon zamana kahe phir kyon |
| Bura hai dil lagana bura hai dil lagana |

| Hey sara zamana hey |
| Yeh kaun keh raha hai |
| Tu aaj pyaar kar le |
| Jo kabhi bhi kathma na ho |
| Woh ietbaar kar le |
| Yeh kaun keh raha hai |
| Tu aaj pyaar kar le |
| Jo kabhi bhi kathma na ho |
| Woh ietbaar kar le |
| Maan le, maan le meri baat meri baat |
| Sara zamana sara zamana |
| Hasinon ka deewana hasinon ka deewana |
| Zamana kahe phir kyon zamana kahe phir kyon |
| Bura hai dil lagana bura hai dil lagana |
| Hey sara zamana |
| Jab husn hi nahi to |
| Duniya mein kya kashish hai |
| Dil, dil wahi hai jisme |
| Kahin pyaar ki khalish hai |
| Jab husn hi nahi to |
| Duniya mein kya kashish hai |
| Dil, dil wahi hai jisme |
| Kahin pyaar ki khalish hai |
| Maan le, maan le meri baat meri baat |
| Hey sara zamana sara zamana |
| Hasinon ka deewana hasinon ka deewana |
| Zamana kahe phir kyon zamana kahe phir kyon |
| Bura hai dil lagana bura hai dil lagana |
| Hey sara zamana sara zamana |
| Hasinon ka deewana |
| Zamana kahe phir kyon zamana kahe phir kyon |
| Bura hai dil lagana |
| Lal la lala la lal la lala la |
| Lala lala la la lala lala la la |
| Lala lala la la |
| Lala lala la la |
| Sara zamana |