Información de la canción En esta página puedes encontrar la letra de la canción Yari Hai Imaan mera, artista - Manna Dey.
Fecha de emisión: 30.11.1973
Etiqueta de registro: Saregama
Idioma de la canción: swahili
Yari Hai Imaan mera |
Aa. .. |
Gar khuda mujse kahe. .. (2) |
Kuchh maang eh bande mere |
Me ye maangu. . (2) |
Mehefilo ke daur yu chalte rahe |
Ham pe aalao, ham nibaah laao |
Hamsafar, hamraaz ho |
Ta qayaamat.. . (2) |
Jo chiraago ki tarha jalte rahe |
Yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi |
Yaar ho bando se ye. .. oh |
Yaar ho bando se ye sabse badi hai bandagi |
Yaari hai! |
Yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi |
Saaz-e-dil chhedo jaha me. .. (2) |
Yaar ki gunje sada |
He saaz-e-dil chhedo jaha, Me yaar ki gunje sada |
In dilo me pyaar hai unpe bahaare ho fida |
Pyar leke noor aaya. .. (2) |
Pyar leke taazgi Yaari hai! |
Yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi |
Jaan bhi jaaye agar. .. (2) |
Yaari mein yaaro gham nahi |
Eh jaan bhi jaaye agar yaari mein, Yaaro gham nahi |
Apne hote yaar ho, Gham-geen matlab ham nahi |
Ham jaha hai. . us jagaah (2) |
Jhoomegi naachegi khushi Yaari Hai! |
Yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi |
Aa. .. |
Gul-e-gulzaar kyu bezaar nazar aata hai (2) |
Chashme pat ashiqaar yaar nazar aata hai |
Chhupaana hamse zara haale-dil suna de tu |
Tere hasee ki keemat kya hai ye bataade tu |
Kahe to aasmaa se chaand taare le aau |
Haseen jawaan aur dilkash nazaare le aau |
Tera mamnoon hu. .. (2) |
Tumne nibhaaya yaaraana |
Teri hasee hai aaj sabse bada nazraana (2) |
Yaar ke hasti hi. .. (2) |
Mehefil pe jawaani chhaa gayi, chhaa gayi Yaari hai! |
Yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi |
Oh. .. eh. . Qurbaan qurbaan…oy oy oy |