Información de la canción En esta página puedes encontrar la letra de la canción Aakh Meri Tarse, artista - Gravity.
Fecha de emisión: 24.07.2020
Idioma de la canción: inglés
Aakh Meri Tarse(original) |
Teri aankhon mai, dikhta tha pura yeh jahaan |
Ab mai kaha? |
Hu lapata, hu maangta mai aasra |
Bas ek jagah, chahe woh kandha ya tan tera |
Lipat ke rone de jab tak na bhare mann mera |
Darrte aap, khurdure kyu kar diye ehsaas? |
Na tha mazaak, tha ikraar shabdon se bayaan |
Par ab mai foot-footke barsata ashk mere |
Kal tak thhe khushi mai marhoom, sab kuch ab khatm kehre |
Ha, dhokebaazi yaha muft ki, aazmaishein thhi rooh ki na ki husn ki |
Kahi mai khush nahi aur jitni baatein bhi thhi adhuri, reh chuki gupt hi |
Kyu na sab kuch sahi? |
Woh na bole kuch, aur mai bhi rehta chup nahi |
Akelepan ki bhaari yeh udaasi dil mai chub rahi |
Sab kuch hai mere paas bas yeh sukh nahi |
Lelo aaj agar mujhse jahaan, toh mujhe dukh nahi |
Aakh meri tarse, raakh hue jalse |
Aaj bewafa aur mulakat nahi kal se |
Aas meri tadpe, mashaal nahi jalte |
Chandni hai raat, chalo aaj kahi chalte |

Socha, socha, maine kaafi socha |
Khoja tujhko, maine kaafi khoja |
Khaali thhi dil mai kuch jagah yaha par aake soja |
Jo tujhe napasand toh dekh muh chhupake rota |
Ik lauta na tera chahnewala tha mai, par unn aakhon ki gehriyon mai khudko kho |
mai baitha |
Jeetke bhi haara, koi aur bana vijeta, khel zindagi ka, paase koi aur daboch |
baitha |
Aahein bharta, inn paheliyon mai rehta gum |
Kaise hua yeh sab? |
Hai yaadon par ab rehti dhundh |
Dila na yaad sharaabi ko peene ke bahaane |
Dila de ab iss raahi ko kuch jeene ki wajahein |
Mujhe tu sargam ya riyaaz de, kam se kam sangeet se ho dard teri yaad mai |
Uth chuki arthiya aur uth chuka vishwas hai |
Mar chuke hai sapne, mitta mera itihaas hai |
Aakh meri tarse, raakh hue jalse |
Aaj bewafa aur mulakat nahi kal se |
Aas meri tadpe, mashaal nahi jalte |
Chandni hai raat, chalo aaj kahi chalte |
Aakh meri tarse, raakh hue jalse |
Aaj bewafa aur mulakat nahi kal se |
Aas meri tadpe, mashaal nahi jalte |
Chandni hai raat, chalo aaj kahi chalte |
(traducción) |
Teri aankhon mai, dikhta tha pura yeh jahaan |
Ab mai kaha? |
Hu lapata, hu maangta mai aasra |
Bas ek jagah, chahe woh kandha ya tan tera |
Lipat ke rone de jab tak na bhare mann mera |
Darrte aap, khurdure kyu kar diye ehsaas? |
Na tha mazaak, tha ikraar shabdon se bayaan |
Par ab mai foot-footke barsata ashk mere |
Kal tak thhe khushi mai marhoom, sab kuch ab khatm kehre |
Ja, dhokebaazi yaha muft ki, aazmaishein thhi rooh ki na ki husn ki |
Kahi mai khush nahi aur jitni baatein bhi thhi adhuri, reh chuki gupt hola |
Kyu na sab kuch sahi? |
Woh na bole kuch, aur mai bhi rehta chup nahi |
Akelepan ki bhaari yeh udaasi dil mai chub rahi |
Sab kuch hai mere paas bas yeh sukh nahi |
Lelo aaj agar mujhse jahaan, toh mujhe dukh nahi |
Aakh meri tarse, raakh hue jalse |
Aaj bewafa aur mulakat nahi kal se |
Aas meri tadpe, mashaal nahi jalte |
Chandni hai raat, chalo aaj kahi chalte |
Aakh meri tarse, raakh hue jalse |
Aaj bewafa aur mulakat nahi kal se |
Aas meri tadpe, mashaal nahi jalte |
Chandni hai raat, chalo aaj kahi chalte |
Socha, socha, maine kaafi socha |
Khoja tujhko, maine kaafi khoja |
Khaali thhi dil mai kuch jagah yaha par aake soja |
Jo tujhe napasand toh dekh muh chhupake rota |
Ik lauta na tera chahnewala tha mai, par unn aakhon ki gehriyon mai khudko kho |
mai baitha |
Jeetke bhi haara, koi aur bana vijeta, khel zindagi ka, paase koi aur daboch |
Baitha |
Aahein bharta, inn paheliyon mai rehta chicle |