| Kar jo bhi karna tujhko zimmedaari hai yeh meri |
| Nahi tu saath hai mere, lagti kyu hai raat andheri? |
| Nahi hai saazishen, fir bhi kyu hai saasein gehri? |
| Kar jo bhi karna tujhko zimmedaari hai yeh meri |
| Kar jo bhi karna tujhko ikhtiyaari hai yeh behri |
| Kar saari baatein mujhse itmenani hai yeh gehri |
| Kitne mukhautein, jhoothe vaadon par tune pehni, thi |
| Toh kya iss pyaar ko jaladu mai? |
| Seh raha khanjar tere peeth mai chhupake mai |
| Kiya jo tune, pehli maafi bhi kya kam thi? |
| Pyaar bhi hua tujhse kyuki tu besharam thi |
| Woh saari baatein chhod, kya yeh karna zaroori tha? |
| Apni hi soch se banati tu majburiyan |
| Zinda hu dekh tere paap hi hu dho raha mai |
| Samne hu baitha tere kabra ke aur ro raha mai |
| Ha, kitni yaha hai zinda laashein |
| Pyaar mai hai yeh dhokha khaate |
| Fir bhi hai zinda marte jaate |
| Hai gunjti ab bas aawazein |
| Naam uska tha Bahaara |
| Thhi woh mera sitara |
| Tha usko puri shiddat se sawaara |
| Uska hamesha mai sahara |
| Chidh jaati jab bhi kehta mai Bahaara bahar aa, huh |
| Baatein kaise ho jaati fisool hai |
| Dhokhe milne pyaar mai yeh toh usool hai |
| Kya yeh manzoor hai, mai jiyu uske diye dard aur shikwo ke saath? |
| Qubool hai |
| Uh, kitni yaha hai zinda laashein |
| Pyaar mai hai yeh dhokhe khaate |
| Fir bhi hai zinda marte jaate |
| Hai gunjti ab bas aawazein |
| Ha, kitni yaha hai zinda laashein |
| Pyaar mai hai yeh dhokha khaate |
| Fir bhi hai zinda marte jaate |
| Hai gunjti ab bas aawa… |